Healing P#1.Spiritual Healing:
science ki tarraki k sath sath bemaryo k elaj k bht se nit nai tareeke ejad huwe hn.
Wakat ne ye b hmain btaya he k 80% bemaryan dimag me janam laiti hn.or bki dosre aiza me.
Lekin tmam bemaryo ki shidat ko hmesha se dimaghi halat or khyalat control karte hn.
Spiritual healing dimagi power ko sahi direction me istimal karke khud b bemari se bechane ka nam he.
Ye wo healing he jis me ap apne yakin ki bnyad par apne tmam emotional,physical, or tmam kism k tnsns ko khtm kar skte hn.
Is bena par is ko faith healing b kahte hn.
Healing P#2.Healing ka mtlb he zukhmo ka bharna.yani bemari se nijat ka nam he healing.
Or spiritual healing me spirit ko skon pahchaya jata he ksi b bemar admi ki.
Us k zehan ko us bemari se larne k liae tyar kia jata he.or use zindagi ki tarf laya jata he.
Uski na umeedi khtm ki jati he.
hmare Deen-e-Islam me to u knw na-umeedi ko gunah kaha gaya he.
Yad rakhain koi b bnda jo 30%physically sick ho or na umd ho jaie to uski sickness kuch time me hi 90% ko cross karne lagti he.
Or agr wohi bnda positvly soche to uska masla daikhte e daikhte khatm ho jaie ga.
That is spiritual healing.
No comments:
Post a Comment