Monday, August 8, 2011

Tha boht khush jo jala k mujhy,

Aaj roya gally lga k mujhy,

Us ny pehla swal ye pucha,

Tm ko kesa lga ganwa k mujhy,

Mujh ko pathr bna k kehta hy,

Jan! dekho na, muskura k mujhe,

Zndgi ne to azmaya hy,

Tm b dekh lo azma k mujhe,

Us ne rasta badal lia apna,

Kanton ki rah pr chala k mujhy

No comments:

Post a Comment